Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zulmi Sawariya Ne Has Ke Mara
|
Lata Mangeshkar | Usha Khanna | ||||
Faisla (1965) | Asad Bhopali | ||||||
zulmi sawariya ne has ke mara
teer nigaho ka kas ke mara
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye mera dil
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye haye haye dil
zulmi sawariya ne has ke mara
teer nigaho ka kas ke mara
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye mera dil
kal sham panghat pe chhod gayi sakhiya
chhod gayi sakhiya
kal sham panghat pe chhod gayi sakhiya
itne me bairi se char hui ankhiya
itne me bairi se char hui ankhiya
ghabra ke bhaagi to dhalki gagriya
gaagar sambhali to dhalke chunriya
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye mera dil
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye haye haye dil
zulmi sawariya ne has ke mara
teer nigaho ka kas ke mara
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye mera dil
natkhat ne roka mujhe raaho me aake
raaho me aake
natkhat ne roka mujhe raaho me aake
phir bola kahan chali mukhda chhupa ke
phir bola kahan chali mukhda chhupa ke
sun gauri kab se hu tera diwana
par aaj mushkil hain najre bachana
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye mera dil
main to kahti hi rah gayi
haye haye haye haye haye dil
haye haye haye mera dil