Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zulmi Naina Balam Ke Maar Gaye
|
Lata Mangeshkar | Krishna Dayal | ||||
Baawra (1950) | Gafil Harnalvi | Romantic Songs | |||||
zulmi naina balam ke maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye
tum jeete sajan hum haar gaye
tum jeete sajan hum haar gaye
hay maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye
matwaari najariya sawariya ki ho
matwaari najariya sawariya ki ho
matwaari najariya sawariya ki ho
matwaari najariya sawariya ki ho
mohe aisi najariya pe waar gaye
mohe aisi najariya pe waar gaye
hay maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye
diwani banaye gayo balma ke nain
diwani banaye gayo balma ke nain
more naino me naina wo daar gaye
more naino me naina wo daar gaye
hay maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye
main to neha lagaye lino balma se ram
main to neha lagaye lino balma se ram
main to neha lagaye lino balma se ram
main to neha lagaye lino balma se ram
khoi baithi thi main wo sawar gaye
khoi baithi thi main wo sawar gaye
hay maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye ho
zulmi naina balam ke maar gaye