Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zulm Hai, Ye Duniya Banayi Hai Kis Beraham Ne
|
Lata Mangeshkar | Shankar Jaikishan | ||||
Aurat (1953) | Shailendra | Sad Songs | |||||
ye dunia banai hai kis beraham ne
ye dunia banai hai kis beraham ne
bada julm dekha jamane me hamne
bada julm dekha jamane me hamne
ye dunia banai hai kis beraham ne
ye dunia banai hai kis beraham ne
bada julm dekha jamane me hamne
bada julm dekha jamane me hamne
wo rangin bachpan bach ke na aaya
jawani ne aate hi dil ko jalaya
uljhati gayi meri manjil ki rahe
uljhati gayi meri manjil ki rahe
diya mujhko dhokha mere har kadam ne
bada julm dekha jamane me hamne
amiro ne daulat se chahat kharidi
garibo ki masum kismat kharidi
insan sab jan kar bhi chup hai
insan sab jan kar bhi chup hai
tujhe bandh rakha hai kis bharm ne
bada julm dekha jamane me hamne
are aasma chup kyu hai bol kuch to
raham ke samunbdar dol kuch to
hai kis hal me dekhle teri dunia
hai kis hal me dekhle teri dunia
hai kis hal me dekhle teri dunia
ye kya kar diya tere rahmo karam ne
bada julm dekha jamane me hamne
badalte hai mausam to badalegi dunia
jaha ko badal kar hi dam legi dunia
sitaro se unchi hai hasti hamari
sitaro se unchi hai hasti hamari
nayi jan dali ummido ke gum ne
bada julm dekha jamane me hamne
bada julm dekha jamane me hamne