The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Zuban Khole
0
Shankar Mahadevan Ashish Majumdar
Teri Hee Parchhayian (Album) (0) Inderjit Nirdosh Ghazals
Lyrics of Zuban Khole - जुबां खोले

zubaan khole
zubaan khole ya keh de daastan
ham bezubaani mein
zubaan khole ya keh de daastan
ham bezubaani mein
ki rakh le raaz dil mein
o ki rakh le raaz dil mein
aur dede dil nishaani mein
dede dil nishaani mein

zubaan khole ya keh de daastan
ham bezubaani mein
ki rakh le raaz dil mein
aur dede dil nishaani mein
dede dil nishaani mein
zubaan khole ya keh de daastan

hazaaron khawaab dekhe
hazaaron khawaab dekhe
tu raha lekin pas-e-parda
hazaaron khawaab dekhe
tu raha lekin pas-e-parda
tu raha lekin pas-e-parda
hui jaati hai ab hade sabr ki
hui jaati hai ab hade sabr ki
is umar-e-faani mein
huwi jaati hai ab had sabr ki
is umar-e-faani mein
ki rakh le raaz dil mein
aur dede dil nishaani mein
dede dil nishaani mein
zubaan khole ya keh de daastan
ham bezubaani mein

lapakti aati hain mauje
lapakti aati hain mauje
tumhaare lab ke bosay ko
lapakti aati hain mauje
tumhaare lab ke bosay ko
tumhaare lab ke bosay ko
chale aate ho kis andaaz se
dariya ke paani mein
chale aate ho kis andaaz se
dariya ke paani mein
ki rakh le raaz dil mein
aur dede dil nishaani mein
dede dil nishaani mein
zubaan khole

ke patthar mom ho uthe
lagi hai aag paani mein
patthar mom ho uthe
lagi hai aag paani mein
aag paani mein
aag paani mein
lagi hai aag paani mein
lagi hai aag paani mein

ke patthar moum ho uthe
lagi hai aag paani mein
lagi hai aag paani mein
ye kaisa dard hai
ye kaisa dard hai nirdosh
teri noha khawaani mein
ye kaisa dard hai nirdosh
teri noha khawaani mein
ki rakh le raaz dil mein
aur dede dil nishaani mein
dede dil nishaani mein
zubaan khole ya keh de daastan
ham bezubaani mein
zubaan khole ya keh de daastan
ham bezubaani mein