Lyrics of Zindagi Se Darte Ho - जिंदगी से डरते हो, जिंदगी से डरते हो
zindagi se darte ho, zindagi se darte ho
zindagi se darte ho, zindagi se darte ho
zindagi toh tum bhi ho zindagi toh tum bhi ho
zindagi toh hum bhi hain, aadmi se darte ho
aadmi se darte ho, aadmi toh tum bhi ho
aadmi toh tum bhi ho, aadmi toh hum bhi hain
tum abhi se darte ho
aadmi zubaan bhi hai, aadmi bayaan bhi hai
aadmi zubaan bhi hai, aadmi bayaan bhi hai
haq aur maani ke rishte aaye aahat se
aadmi hai babasta
aadmi ke daaman haan aadmi ke daaman se
zindagi hai babasta, iss se tum nahin darte ho
iss se tum nahin darte ho ankahi se darte ho
jo abhi nahin aayi uss kadi ki aamanat ki
aaghai se darte ho tum abhi se darte ho
pehle bhi toh guzre hain, pehle bhi toh guzre hain
naur naar saayi ke, mere ya khudayi ke
phir bhi yeh samajhte ho
pehle bhi toh guzre hain
naur naar saayi ke, mere ya khudayi ke
phir bhi yeh samajhte ho phir bhi yeh samajhte ho
yeh chura aarzoo mandi yeh shabe saba bandi
hai rahe khuda bandi tum yehi samajhte ho
tum agar yeh kya jaano labh magar nahin hilte
haath jaag uthte hain haath bole uthte hain
subah ki aa zaa banke
roshni se darte ho roshni toh tum bhi ho
roshni toh hum bhi hain tum abhi se darte ho
kurahe shauk tumhe jaise, rahe ron ka khoon lapke
ik naya junoon lapke kurahe shauk tumhe jaise
rahe ron ka khoon lapke ik naya junoon lapke
maut bhi jhalak uthe aadmi hasse dekho
shehar phir basse dekho tum abhi se darte ho