Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zindagi Sau Baras Ki Sahi, Zindagi Ka Bhrosa Nahi
|
Kishore Kumar | R D Burman | Rajesh Khanna | |||
Awaaz (1984) | Anand Bakshi | Masti Bhare Geet | |||||
zindagi sau baras ki sahi
zindagi ka bharosh nahi
zindagi sau baras ki sahi
chand chhup jaye kab jaye kya pata
chandani ka bharosha nahi
chand chhup jaye kab jaye kya pata
aag thodi si dil me laga ke rakho
apne dil ki shama bhi jala ke rakho
aag thodi si dil me laga ke rakho
apne dil ki shama bhi jala ke rakho
ghar chirago se
ghar chirago se roshan sahi
roshni ka bharosha nahi
chand chup jaye kab jaye kya pata
yuhi chalte hue pas ham aa gaye
aaj ye soch ke hum to ghabra gaye
yuhi chalte hue pas ham aa gaye
aaj ye soch ke hum to ghabra gaye
ban na jaye ye
ban na jaye ye dil ki dillagi
dillagi ka bharosha nahi
o zindagi sau baras ki sahi
julaf hai ya ghata hoth hai ya kamal
khubsurat ho tum jaise koi gajal
julaf hai ya ghata hoth hai ya kamal
khubsurat ho tum jaise koi gajal
tu to karne lage sayri
tu to karne lage sayri
sayri ka bharosha nahi
zindagi sau baras ki sahi
zindagi ka bharosh nahi
zindagi sau baras ki sahi
chand chup jaye kab jaye kya pata
chandani ka bharosha nahi