Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zindagi Me Husn Hai, Husn Me Garur Hai
|
Lata Mangeshkar | Chitragupt | ||||
Insaaf (1956) | Asad Bhopali | Masti Bhare Geet | |||||
zindagi me husn hai husn me garur hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi me husn hai husn me garur hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
itni sawarne lagi ae meri sarkaar kyu
itni sawarne lagi ae meri sarkaar kyu
dekhti hun aaina din mein kai baar kyu
din mein kai baar kyun
dekhti hu aaina din mein kai baar kyun
din mein kai baar kyu
kya kahu dil aa gaya, baat kya huzoor hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
aisi na baate karo ruth ke chal denge ham
aisi na baate karo ruth ke chal denge ham
dil jo kahi aayega dil ko masal denge ham
dil ko masal denge ham
hamko apne aap par naaz hai guroor hai
ek nayi bahar hai
ek naya suroor hai kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
zindagi me husn hai husn me garur hai
ek nayi bahar hai ek naya suroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai
kuchh na kuchh zaroor hai