Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zindagi Ka Aasra Samjhe Tujhe O Bewafa
|
Lata Mangeshkar | Khemchand Prakash | Dev Anand | |||
Ziddi (1948) | Raja Mehdi Ali Khan | Sad Songs | |||||
jinadgi ka aasra samjhe tujhe o bewfa
jinadgi ka aasra samjhe tujhe o bewfa
bade nadan the ham haye
samjhe bhi to kya samjhe
bade nadan the ham haye
samjhe bhi to kya samjhe
mohabbat me hame taqdeer ne
dhokhe diye kya kya dhokhe diye kya kya
mohabbat me hame taqdeer ne
dhokhe diye kya kya dhokhe diye kya kya
jo dil ka dard tha us dard ko hum
dil ki dava samjhe
jo dil ka dard tha us dard ko hum
dil ki dava samjhe
hamari bebasi ye keh rahi hai haye ro ro ke
hamari bebasi ye keh rahi hai haye ro ro ke
duboya usne kashti ko
jise ham apna khuda samjhe
duboya usne kashti ko
jise ham apna khuda samjhe
kidar jaye ke is duniya me koi bhi nahi apna
usi ne bewafai ki jise jane wafa samjhe
usi ne bewafai ki jise jane wafa samjhe
tujhe o bewafa ham jindagi ka aasra samjhe