Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zindagi Guzaarane Ko
|
Mohammed Rafi | Ravi | Sharmila Tagore, Dharmendra, Leena Chandavarkar | |||
Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) | Sahir Ludhianvi | ||||||
zindagi guzaarane ko sathi ek chahiye
husn agar nahi sharab hi sahi
zindagi guzaarane ko sathi ek chahiye
husn agar nahi sharab hi sahi
husn agar nahi sharaab hi sahi
jabse wo gaye hai apni zindagi me
ek naya daur aa gaya hai
jabse wo gaye hai apni zindagi me
ek naya daur aa gaya hai
unse kah do apne dil me
unse bhi hasin koi aur aa gaya hai
zar ke aage sar jhuka ke husn bewafa hua
aaj koi hamsafar nahi raha to kya hua
mere hamsafar zanaab hi sahi
mere hamsafar zanaab hi sahi
zindagi guzarane ko saathi ek chahiye
husn agar nahi sharab hi sahi
husn agar nahi sharab hi sahi
ishq aur wafa ka sirf naam hai
jaha me kaam kuch bhi nahi hai
ishq aur wafa ka sirf naam hai
jaha me kaam kuch bhi nahi hai
dil ki chaahe kitani azmate ginaao
dil ka daam kuch bhi nahi hai
aaj maine tay kiya hai har tilism todna
ek naye raste pe zindagi ko modna
ab ye faisla kharab hi sahi
ab ye faisla kharab hi sahi
zindagi guzaarane ko sathi ek chahiye
husn gar nahi sharab hi sahi
husn gar nahi sharab hi sahi