Lyrics of Zindagi Aisi Waisi Na Ho - जिंदगी ऐसी वैसी ना हो
unche unche chhote chhote girte tare chunta ja
niche niche dharti khinche panv panv dharta ja
gayegi wo sur to mila nachegi wo chahiye ishara
suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
mili agar to zindagi aisi waisi na ho
suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
mili agar to zindagi aisi waisi na ho
suraj takaye jab bhi badal garaj uthe
rat daraye to chand aa jaye
tufan mein halke fulke patte na reh chhote
pani ki bhari bunde thehraye
zindagi to humko bhi yunhi khushi se hi manaye
khushi na ho, gham bhi na ho jo do teri marzi na ho
mili agar to zindagi aisi waisi na ho
suni suni dhun si na ho dekhi chhui jaisi na ho
mili agar to zindagi aisi waisi na ho
kyu hum khoye, kyu hum soye bhari palke khwabo ko dhoye
soyi khoyi hai rahe, par hum safar karte hai
kabhi akele kabhi sath hum safar karte hai
khuli ankho se dekhi hai zindagi
khwabo ko bhi uske hi nazar karte hai
wo sahil hai wo manzil hai kabhi sath chale kabhi dur mile
aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho
mili agar to zindagi aisi waisi na ho
aisi na ho waisi na ho kise pata kaisi na ho
mili agar to zindagi aisi waisi na ho