Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zigar Ke Daag Naye Gul Khilaye Jate Hai
|
Binota Bose | R C Boral | ||||
Humrahi (1945) | Zaakir Hussain | ||||||
zigar ke dag naye gul khilaye jate hai
zigar ke dag naye gul khilaye jate hai
khushi ke geet bhi ro ro ke gaye jate hai
khushi ke geet bhi ro ro ke gaye jate hai
kiya tha maine jo roshan chirag arman ka
kiya tha maine jo roshan chirag arman ka
usi ke shole mera ghar jalaye jate hai
usi ke shole mera ghar jalaye jate hai
bane to kaise bane koi nakshe ummid
bane to kaise bane koi nakshe ummid
banaye jate hai hum aur mitaye jate hai
jamana mujhse chhudata hai dil ke daman ko
jamana mujhse chhudata hai dil ke daman ko
hum unko dil me jigar me
basaye jate hai jigar ke daag