Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zehra Ne Teen Jo Roz Jo Rakhe
|
Mukesh Chand Mathur | Iqbal | ||||
Zehra Ne Teen Jo Roz Jo Rakhe (1950) | Bashar Dehlvi | ||||||
zehra ne teen roz jo rakhe the bakhuda
wo kis tarah kubul huye suniye majra
zehra ne teen roz jo rakhe the bakhuda
wo kis tarah kubul huye suniye majra
hai agar kamar tabah zamane par ashtaar
jo jaavat nasi mili hai dar ko ham hamgujar
bin tere sul aur khuda kafir unka pyar
aur jang bhi khata kiye do hak nisaan daar
suniye ali wo faatma ka sabr aur karar
ruke rahe na hath se jaane kiya vikaar
bachpan me jab alil ke sabbir naam daar
ulfat me tha fatma zehra ko kuch karaar
ro kar lagi ye kahne di ye mere kirdigaar
rakhungi teen roz jo acha ho gul azaar
makbul faatma ki huyi us ghadi dua
yaani ali ke lal ko hasil huyi sipar
vaada kiya tha roje ka roja to rakh liya
iftaar ko namak bhi nahi tha magar jara
biwi batulne wafa vaada to kar liya
ab aage aur suniye hai sun ne ka majra
dekha ali ne kuch nahi roje ke vaaste
apni jirah wah bechne bazar me gaye
bechi zirade ramliye aur apne ghar chale
moula ke ghar me fatima ke pas rakh diye
roti pakai piske bin tere sul me
rakha uthake roti ko ishtaar ke liye
dar par ali ke itne me saahil ne di sada
kuch kijiye ata ke main bhukha hoon bakhuda
aawaj sunke aapne fir kaam ye kiya
rakhi thi jitni rotiya sab gheev se ata
bekhouf paani pike rakha roja dusra
us din bhi sahil aa gaya sab usko de diya
kuch jouf paida ho gaya larjab bhi aa gaya
himmat ko fir bhi hath se jane na diya
fir tisra bhi roja isi tarah rakh liya
hakibano hakshnaate ko dono bakhuda
din to ibaadato me bahrhaal sab kata
lekin kareebe shaam bura haal ho gaya
magreeb ka waqt arsh pe jab ho gaya aayan
masjid me gunjne lagi har simte jab azaan
jab tisra bhi roja kholne chla aameen
us shaam ko bhi aa gaya koi waha aseeb
ho maai bhala bhukha hai kafir
us sabko bhi jagaat ki hai dar nazinaazir
khud paani pike roje ka utaar kar liya
ghar is tarah se khud me tayaar kar liya
tasrif laaye ghar me jo sarkaar naam daar
sunkar ye wakyaat huye kadr bekraar
itne me aaye arsh se jibri nazire ka
karne lage faatima se khush hai kirdigaar
aale nabi pe jo hai basar jaan se nishar
mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar
mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar
mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar
mahshar ke roz dekhega jannat ki wo bahar