Lyrics of Zarb-E-Jeena - ज़र्ब-ए-जीना, ज़र्ब-ए-जीना दोहराए ज़िन्दगी
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi
beh gayi baraf jo kabhi jalti thi aag si
reh gayi raat hai abhi, banke bairaag si
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi
zuni zuni raato mein dal pe
udti thi chidiya to hum
zuni zuni raato mein dal pe
udti thi chidiya toh hum
odha karte the na shikare me
badan pe koi sharam
sholo ka dariya, jalta najariya
pehle tha ab nahi, ab hai bas siyahi
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena
mumkin, na mumkin hua
saanse bharne ko, mausam gujarne ko
ruka waqt kyun yaha
nabzo ka chalna, girna sambhalna
tujhse tha ab nahi, ab hai bas duhai
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena thukraye zindagi
beh gayi baraf jo kabhi jalti thi aag si
reh gayi raat hai abhi, banke bairaag si
shamo me thandi hawao ka maja lete yuhi
shamo me thandi hawao ka maja lete yuhi
baithte chinar ki godi me rakh kar sar wahi
bundo ka jharna, baadal theharna
pehle tha ab nahi, ab hai bas sehrai
zarb-e-jeena
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi
zarb-e-jeena, zarb-e-jeena dohraye zindagi