Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zaraa Bolo Kyaa Logi Is Dil Kaa Kiraayaa
|
Mukesh Chand Mathur, Kusum | Firoz Nizami | Sulochana Chaterjee, Ishwarlal, Chandramohan, Swarnlata | |||
Us Paar (1944) | Pandit Madhur | ||||||
zara bolo ri haan
zara bolo kya logi is dil ka kiraya
is dil ka kiraya zara bola
zara bolo kya logi is dil ka kiraya
is dil ka kiraya zara bola
is mumbai me khali room nahi hai
is mumbai me khali room nahi hai
aur pagdi hai karti jebon ka safaya
rupaiyo ka safaya noto ka safaya
zara bolo
zara bolo kya logi is dil ka kiraya
is dil ka kiraya zara bola
mere dil ki kothariya haan dil ki kothariya to let nahi hai
o let nahi hai
isko baniye ne gud ka godaam banaya
godaam banaya zara bolo
jab gud hai to chuho ki daud rahegi
jab gud hai to chuho ki daud rahegi
aur baniye ki jodi bejod rahegi
is baniye ne kitna bhada hai chukaya
bhada hai chukaya zara bola
zara bolo kya logi is dil ka kiraya
is dil ka kiraya zara bola
gujrati kahte sau punjabi kahte
sau sau ke panch not lo
aur bikaneri kahte humse paanch hajar lo
shikarpuri kahte hai mujhse jo chaho so lo
lekin kothariya do kothariya do
tum socho
is pagdi ne mera hai mol badhaya
hai mol badhaya zara bolo
zara bolo zara bolo