Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zara Koyi Dekhe Ye Kismat
|
Lata Mangeshkar | Hemant Kumar | ||||
Daaku Ki Ladki (1954) | Kaif Irfani | Sad Songs | |||||
zara koi dekhe ye kismat hamari
udhar chand nikla
idhar hui hai raat kali?
hum pyar me jitne kadam chale
jal jal ke bujhe, bujh bujh ke jale
hum pyar me jitne kadam chale
jal jal ke bujhe, bujh bujh ke jale
ye jalna bujhna kaisa hai
ae ulfat walo tum hi kaho
ho sama ya koi parwana
ek bar bujhe ek bar jale
hum pyar me jitne kadam chale
jal jal ke bujhe, bujh bujh ke jale
jab hath bhadaya manjil ko
kismat bhi hansi mayusi par
kismat bhi hansi mayusi par
takdir ki is bedardi par
takdir ne apne hath na le
hum pyar me jitne kadam chale
jal jal ke bujhe, bujh bujh ke jale