The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Zara Gaur Se Sunna Ithar Laga Ke
0
Bappi Lahiri
Raja Aur Rana (1984) Verma Malik
Lyrics of Zara Gaur Se Sunna Ithar Laga Ke - जरा गौर से सुनना इत्र लगा के

o upar wale maalik tumko hai salam
hum shahid hone se pahle
bhej rahe hai paigaam
jara gaur se sunna itar laga ke
jaldi milna itar laga ke
der na karna itar laga ke
are itar laga ke
upar wale maalik tumko hai salam
hum shahid hone se pahle
bhej rahe hai paigaam
jara gaur se sunna itar laga ke
jaldi milna itar laga ke
der na karna itar laga ke
are itar laga ke

gandhi ji ke marg pe chalkar hum jaan lutaye
gandhi ji ke marg pe chalkar hum jaan lutaye
nehru ji ki shradha me gulab ke phul chadhaye
nehru ji ki shradha me gulab ke phul chadhaye
hume shahid hone se pahle
bhagat singh yaad aaye
hume shahid hone se pahle
bhagat singh yaad aaye
are neta ji ki jai hind ka nara
ab raah dikhaye
neta ji ki jai hind ka nara
ab raah dikhaye
aaj maulana aazad ki baat hume yaad aaye
aaj maulana aazad ki baat hume yaad aaye
chhatrpati shivaji amar jo patthar se takraye
chhatrpati shivaji amar jo patthar se takraye
hai sardar patel ko apna sau sau baar pranaam
dil ki har dhadkan pe likha shastri ji ka naam
are watan ki khatir hum dono kurban agar ho jaye
sadiyo tak hi naam rahega aisa naam kamaye
wo jivan hi jivan hai
jo lag jaye desh ke naam
jara gaur se sunna itar laga ke
jaldi milna itar laga ke
der na karna itar laga ke
are itar laga ke
o upar wale maalik tumko hai salam
hum shahid hone se pahle
bhej rahe hai paigaam
jara gaur se sunna itar laga ke
jaldi milna itar laga ke
der na karna itar laga ke
are itar laga ke

bane hai ye videshi logo ke bhade ke tattu
ghum jaye noto ke farsh pe jaise ghume lattu
desh se beimani karke khel rahe lakho se
are janta ki sari daulat
in logo ke hatho me
bharat maa ki bech ke ijjat
apna maal banaye
desh drohi kaale dhandhe
karke aish udaye
o chahe aaj hum dono apne
khun ki bali chadha de
p lekin pahle in choro
gaddaro ko batla de
ke janta ke lutoro ka
kya hota hai anjaam
jara gaur se sunna itar laga ke
jaldi milna itar laga ke
der na karna itar laga ke
are itar laga ke

aise dhokhe aabad watan ko
karenge bhukha nanga
shahar sahar halla karwaye
gali gali me danga
lut lut kar maal desh ka
apni jebe bhar gaye
are inki batolat desh me lakho
bhukh se bhukhe mar gaye
jai hind ka bol ke nara ye paigaam suna do
desh ke bachhe bachhe ko ab desh ke liye jaga do
aag jala ke rakh do inko banke shola
ek dafa phir gunj uthe mera rang de basanti chola
mera rang de basanti chola
mera rang de basanti chola
mera rang de basanti chola
mera rang de basanti chola