Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zamana Hanse, Bhul Aisi Na Karna
|
Mohammed Rafi | Ravi | ||||
Ghar Sansar (1958) | S H Bihari | Sad Songs | |||||
zamana hase bhul aisi na karna
ye hai buzdili tera bemaut marna
ye mat bhul tu bap hai or pati bhi
tere sath masum do zindagi bhi
tere bad duniya me kya unka hoga
tere bad duniya me kya unka hoga
kaha unko jag me sahara milega sahara milega
kaha unko jag me sahara milega
inhi ke liye muskura ke jiye ja
burayi ke badle duaye diye ja
bhala karne wale
chale andhiya gam ki tufan aaye
chale andhiya gam ki tufan aaye
tere ye kadam dagmagane na paye
tere ye kadam dagmagane na paye
ghute dam to kya sans fir bhi liye ja
burai ke badle duaye diye ja
bhala karne wale bhahlai kiye ja
burai ke badle duaye diye ja