Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zalim Jawani Kafir Adaye
|
Rafiq Ghaznavi | |||||
Taqdeer (1943) | Mahir Ul Qadri | ||||||
zalim jawani haye zalim jawani kaafir adaye
zalim jawani haye zalim jawani
dil me rahe aur dil ko sataye
dil me rahe aur dil ko sataye
zalim jawani haye zalim jawani
aankhe nahi masti ke katore
aankhe nahi masti ke katore
julfe nahi sawan ki ghataye julfe nahi haye
julfe nahi sawan ki ghataye
zalim jawani haye zalim jawani
kaahe mujhe diwana banaya
ha mujhe diwana banaya
haye wo bholi
haye wo bholi bhali adaye
haye wo bholi haye haye wo bholi
hum hai tumhare tum ho hamare
hum hai tumhare tum ho hamare
kah to rahi thi kah to rahi thi haye
kah to rahi thi nichi nigahe
kah to rahi thi nichi nigahe
zalim jawani haye haye zalim jawani