Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Zakhmi Hai Pao Mere Manzil Bhi Dur Hai
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | S Mohinder | ||||
Alladin Ka Beta (1955) | Tanveer Naqvi | ||||||
zakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
zakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
zakhmi hai paav mere
teri kasam hai mera koi kasur nahi
teri kasam hai mera koi kasur nahi
koi kasur nahi
fir bhi ye samjha maine mera kasur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere
aur to koi meri aisi khata nahi
aur to koi meri aisi khata nahi
aisi khata nahi
chaha tha maine tumhe itna jarur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere
hark na lana kabhi meri wafa pe
hark na lana kabhi meri wafa pe
meri wafa pe
itni si arz meri tere huzur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere manjil bhi dur hai
teri khushi ke liye ye bhi manjur hai
jakhmi hai paav mere