The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Yu Na Hame Dekhiye
0
Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi Sardar Malik
Jantar Mantar (1964) Hasrat Jaipuri
Lyrics of Yu Na Hame Dekhiye - यूँ ना हमें देखिये

yu na hume dekhiye hum bar bar kehte hai
yu na hume dekhiye hum bar bar kehte hai
ankhe khuli rakhe ya band ankhe khuli rakhe ya band
samne aji samne to fir bhi aap rehte hai
yu na hume dekhiye

bahar dekhegi sare chaman se keh degi
bahar dekhegi sare chaman se keh degi
kirn jo dekhegi sare gagan se keh degi
ke hogi dono jaha me hamaari ruswai
hamari bate ye jalkar jalan se keh degi
aye janab yu na hume
yu na hume dekhiye hum bar bar kehte hai
ankhe khuli rakhe ya band ankhe khuli rakhe ya band
samne aji samne to fir bhi aap rehte hai
yu na hume dekhiye

humara dil ho mohobat ka aaina tum ho
humara dil ho mohobat ka aaina tum ho
humari baho ka rangeen aasara tum ho
jidhar bhi dekhiye jalwe tumhare bikhre hai
kaha chupoge kidhar jaoge khuda tum ho
ji janab yu na hume
yu na hume dekhiye hum bar bar kehte hai
ankhe khuli rakhe ya band ankhe khuli rakhe ya band
samne aji samne to fir bhi aap rehte hai
yu na hume dekhiye

zara to hosh me aao zara khayal karo
zara to hosh me aao zara khayal karo
tumhe humari kasam ab to bachpana chhodo
humare pyar ko duniya bura na keh de kahi
aji khuda ke liye aise dekhna chhodo
aye janab yu na hume
yu na hume dekhiye hum bar bar kehte hai
ankhe khuli rakhe ya band ankhe khuli rakhe ya band
samne aji samne to fir bhi aap rehte hai
yu na hume dekhiye