Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Yeh Raat Yeh Barsaat Ye Tanhai Ka Aalam
|
Mahendra Kapoor, Asha Bhosle | Ravi | Raj Babbar, Smita Patil | |||
Awaam (1987) | Hasan Kamaal | Masti Bhare Geet | |||||
ye raat ye barsat ye tanhai ka alam
dil aaj bahak jaye to ilzam na dena
ye raat ye barsat ye tanhai ka alam
dil aaj bahak jaye to ilzam na dena
dil ki jo tammana hai agar sharm ke maare
hotho pe na a paye to ilzam na dena
sine ke ye jazbat, ye arman na rukenge
sine ke ye jazbat, ye arman na rukenge
hum ruk bhi agar jaye, ye tufan na rukenge
ruksar pe bikhre jo yu hi ke suve marham
humse na raha jaye to ilzam na dena
dil ki jo tammna hai agar sharm ke maare
hotho pe na aa paye to ilzam na dena
ikrare mohbbat hai nigaho ke ishare
ikrare mohbbat hai nigaho ke ishare
ab aur khudara aur karib aao humare