Lyrics of Yeh Mumbai Nagariya - ये बंबई नगरिया
ye bambai nagariya
main dhundhu dagariya
dil se bolu, dil se bolu
jaan se bolu, main hu mumbaiya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
charon taraf kuch na aaye mujhko najariya
dil se bolu, dil se bolu
jaan se bolu, main hu mumbaiya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
boriveli, andheri, lower parel
note, sikkey, rupiyo ka hai yaha khel
jawani ke mele yaha hote aise
jise chahe, jaha chahe mil jaaye khel
dil se bolu, dil se bolu
jaan se bolu, main hu mumbaiya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
jidhar dekhu najar aaye log pareshan
aata, roti, dal, chawal ka hai imtihaan
platform logo ke bane hai makaan
bhukh, pyaas, daud, dhup iske nishan
dil se bolu, dil se bolu
jaan se bolu, main hu mumbaiya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
jise puchho kahe wo to main hu insaan
tu hai insaan to, hu main bhi hairaan
kaam yaha dunga hai daam anjaan
hu main kahin aur nahi ye hai hindustan
dil se bolu, dil se bolu
jaan se bolu, main hu mumbaiya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya
charon taraf kuch na aaye mujhko najariya
dil se bolu, dil se bolu
jaan se bolu, main hu mumbaiya
ye mumbai nagariya
main dhundhu dagariya