The Largest collection of Almost every Hindi Bollywood Songs at your fingertips. Click to play the song on YT while enjoying complete lyrics pf the songs. Browse them by Movies, Singers, Music Directors and Sing them in your next karaoke sessions.
Snap Mukhada Artist / Movie Music By / Lyricist Picturized on / Genre
0
Yeh Jindgi Jiyo Toh Jiyo Bas Yar Ke Liye
0
Apurv Monga, Aumkar Gholap
Anjaan (2010)
Lyrics of Yeh Jindgi Jiyo Toh Jiyo Bas Yar Ke Liye - ये जिंदगी जीयो तो जियो बस यार के लिए

yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai
in sare rishto me ye ek ajuba hai
yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai
in sare rishto me ye ek ajuba hai
isme mohabbat hai, isme shikayat hai
isme shararat hai, jo bhi hai dil se hai
yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai
in sare rishto me ye ek ajuba hai
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye

daulat yeh milti hain, milti hain, kho jati hain
shauhrat yeh milti hain, milti hain, kho jati hain
in sabke bad toh yeh dosti reh jati hain
aur phir se jiwan me yeh sab kuchh de jati hain
jiwan kee sari khushiyo se badhke yeh dosti hain
sare najar se unchi yeh khubsurati hain
jiwan kee sari khushiyo se badhke yeh dosti hain
sare najar se unchi yeh khubsurati hain
jiski tamanna me hee har ek pujari bhi hain
insaniyat ke mandir kee aisi yeh murti hain
andhi aane do, tufan aane do
har mushkil se bachaye yeh dosti

hamko sambhale, hamko sanvare
hamko jina sikhaye yeh dosti
yeh dosti, yeh dosti
yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai
in sare rishto me ye ek ajuba hai
isme mohabbat hai, isme shikayat hai
isme shararat hai, jo bhi hai dil se hai
yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hai
in sare rishto me ye ek ajuba hai
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye
yeh jindgi jiyo toh jiyo bas yar ke liye

waise toh har din me koyi naa koyi milta hain
in sab me mushkil se ek yar sachha hota hain
jisse karke bate yeh mann halka sa hota hain
aur salo ke bad bhi woh apna sa lagta hain
jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain
jo tere gam me rota hain ha sachha yar woh hain
jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain
jo tere gham me rota hain ha sachha yar woh hain
jispe tujhe bharosa hain ha sachha yar woh hain
jo tere gham me rota hain ha sachha yar woh hain
jo too kisi musibat me woh bin bulaye aaye
aur khud kee jindgi bhi de ha sachha yar woh hain
koyi jati janey naa koyi majhab janey naa
bas insano ko janey yeh dosti

gaddari janey naa, farebi janey naa
bas sachhayi pehchane yeh dosti
yeh dosti, yeh dosti, yeh dosti
yaro yeh dosti kaa kuchh aisa jazba hain
in sare rishto me ye ek ajuba hain