Lyrics of Yeh Daur Aaj Ka Daur - ये दौर आज का दौर
chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda
is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda

ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur

jaye kaha masum kali ye iska nahi koi rasta

chaar dishaye duniya ki lekin is ghar ki do hi disha

pati jo purab patni pashchim dono reh kar paas juda
pati jo purab patni pashchim dono reh kar paas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
chehro ki tarah har insaa ka hota hai yaha etihaas juda
is aaj ke daur me jivan ke hai mol juda vishwas juda
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
ye daur aaj ka daur, ye daur aaj ka daur
ye daur aaj ka daur hai, ye daur aaj ka daur hai
jisko dekho apne aapse rutha sa lagta hai

andar hi andar har insaa tuta sa lagta hai

kiske dukh ko samajhe koi sabka hai ehsaas juda