Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Zameen Ye Gagan
|
Asha Bhosle | Roshan | ||||
Maine Jeena Seekh Liya (1959) | Rahil Gorakhpuri | ||||||
ye zameen ye gagan
apni dhoon mein hai magan
panchhi bahar ke jhoomate ke
chaman chaman chaman ho ho
ye zameen ye gagan
apni dhoon mein hai magan
panchhi bahar ke jhoomate ke
chaman chaman chaman ho ho
jis taraf uthi nazar phool khil gaye
phool khil gaye phool khil gaye
ras rang ke geet mil gaye
geet mil gaye
abhi mast hua wahi sama
machal gaya ye mann
ha haa ha ho ho
ye zameen ye gagan
apni dhoon mein hai magan
panchhi bahar ke jhoomate ke
chaman chaman chaman ho ho
hai meri udaan par
rang pure bhul bhule hai
jaati hai kaha kaha apni manzile
ghatao mein hawao mein
main dolati phiru na mera
hai jahaan ho ho haa
ye zameen ye gagan
apni dhoon mein hai magan
panchhi bahar ke jhoomate ke
chaman chaman chaman ho ho
khawab hoon naye naye
aur bhi jawa aur bhi jawa
bas agar chale to chhule aasman
chhule aasman chhule aasman
kabhi yaha kabhi waha
ye mere dil ke matbhare najare
apni dhoon mein hai magan
panchhi bahar ke jhoomate ke
chaman chaman chaman ho ho