Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Zamanaa Agar Raah Roke
|
Asha Bhosle, Kishore Kumar | Rajesh Roshan | ||||
Charandas (1977) | Rajinder Krishan | Masti Bhare Geet | |||||
ye jamana agar rah roke to kya
hath me hath leke chale jayenge
mohabbat ke dusman hai jo dekhna
ek din dil hi dil me wo pachtayenge
ye jamana agar rah roke to kya
hath me hath leke chale jayenge
dil ka chaman lahra raha
udta dupata ga raha
hai mohabbat ke dil hai samne
jhoka pawan ka samjha raha
dil ka chaman lahra raha
udta dupata ga raha
dhadkate hue dil milenge jaha
waha mele baharo ke lag jayenge
ye jamana agar rah roke to kya
hath me hath leke chale jayenge
chalne lagi purwaiya
bajne lagi re sahnayiya
ae gale se gale ab to mile
mohabbat ki leke angadayiya
chalne lagi purwaiya
bajne lagi re sahnayiya
ye rate jawa ho tamnna hasi
to farishte kadam chumne ayenge
ye jamana agar roke to kya
hath me hath leke chale jayenge