Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Zalim Nigaho Ki Ghaat
|
Asha Bhosle | Madan Mohan | Shyama | |||
Khota Paisa (1958) | Rajindra Krishan | ||||||
ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati
apne apne mukadar ki bat kiske hisse me kitni bati
ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati
jo nazar na milai na jigar pe chot khai us dil ka
fayda kya jo kisi pe aa na jaye hai vo zindgi
bhi koi zindgi jo mohobat kiye bin kati
ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati
jo hua na kisi ka dushman hai zindgi ka gaa le zara
jaha me nagma to ashqi ka tu jiya bhi to kya dou ghadi
ke liye jo na ye pyar ki rat rati
ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhat
ye dil kon jane lut jaye kis bahane katne bhi de
khushi se hai bahar ke zamane
lut gaye dil kai mit gaye dil kai
par mohobat kabhi na ghati
ye zalim nigaho ki ghaat badi tikhi badi natkhati
apne apne mukadar ki bat kiske hisse me kitni bati