Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Zalim Hasin Hai
|
Ismail Azad Qawwal | Bulo C Rani | ||||
Jahazi Lutera (1957) | Sartaj Rahmani | ||||||
ye zalim hansi hain ye bangar nigahe
bade sidhe sadhe bade bhole bhale
pehle dil mein yu khud aag laga dete hain
aur phir apne hi daman se hava dete hai
muskurate hain ye phir narazgi dikhane ke liye
chal chlte hain nayi rang zamane ke liye
inke chakkr mein jo koi phas jaaye nikalta hi nahi
paav is raah mein phisal to sambhalta hi nahi
zindgi bhul ke bhi inpe na lutaye koi
chand dekh ke bhi bakhuda dil na lagaye koi
bacha le mohbbat se daman bacha le
ye zalim hasi hain sitam ambar nirale
umr bhar sbse ye vaade hi kiya karte hain
jeene vale inhi jeene valo p jiya karte hain
raat ka vada ye karle to kabhi raat na ho
hazr ke roj ko bhi dhundo to mulakat na ho
na wafa ki kisi se ye wafa karte hain
milne valo se ye to mil mil ke daga karte hain
ye jabkar hain bedard hain duniya bhar ke
inke dil hote hain pathr ke jigar pathr ke
kabhi inpe alha pala na dale
ye jalim hansi hain sitam ke nirale
jis tarhe roshni paida hui hai din ke liye
hain isi tarhe khushi zamane inke liye
husn rang inki kasam
chand sitaro inki kasam
nikhte bul ki kasam
mast baharo ki kasam
dil nikalta hi nahi apne siya khane me
raat kash hoti hi nahi husan kashhane mein
inko khushiya mili sartaj hume ranj mile
apna apna mukdr hain ise kya kya khiye
andhere hmare hain inke ujale
ye zalim hansi hain sitamr nirale
ye zalim hansi hain sitamr nirale
bade sidhe sadhe bade bhole bhale