Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Raksha Bandhan Sabse Bada Tayohaar Hai
|
Preeti Sagar | Zameer Bikaneri | ||||
Hum Bachhey Hindustan Ke (1984) | Sanam Gorakhpuri | Rakhi (Bhai Behan) Songs | |||||
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
is rakhi ke badle me tum desh ki raksha karna
desh drohiyo or bahar ke dusman se tum ladna
apne pyare bhaiya se
apne pyare bhaiya se, ye kahne ka adhikar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
kathin rah me ye rakhi hi degi sath tumhara
nek rah par chalte rahna hoga uday sitara
nek kam karne walo se o
nek kam karne walo se bagat me sansar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
beet gaye jo beet gaye dil beete din mat dekho
aane wale aise jan ho bas ye socho
kisi ek ke liye nahi hai
kisi ek ke liye nahi hai sabke liye bahar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
sach pucho to is dharti par bahno ki hai kami nahi
aage karo kalai apni apno ki hai kami nahi
bhai hai bujdar to uski
bhai hai bujdar to uski bahna bhi bujdar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
subah ka bhula sham ghar aaye to bhi chalo ganimat hai
dharti to sabki kahti hai ye ishwar ki niyat hai
balihari kache dhage ki
balihari kache dhage ki bahka ka udhar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
is bandhan ki raksha karne wale log fale hai
bahan ke aashiwad pyar se kitne log badhe hai
bahna ka bhai ki khatir mamta or dular hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai