Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Raat Ye Chaandani Phir Kaha Sun Jaa Dil Ki
|
Hemant Kumar, Lata Mangeshkar | Sachin Dev Burman | K N Singh, Geeta Bali, Dev Anand | |||
Jaal (1952) | Sahir Ludhianvi | Romantic Songs | |||||
ye raat ye chaandani phir kahaa
sun jaa dil ki daastaa
ye raat ye chaandani phir kahaa
sun jaa dil ki daastaa
pedoin ke shakoin pe
pedoin ke shakoin pe
soi soi chaandni
pedoin ke shakoin pe
tere khayalo mein khoi khoi chandni
aaur thodi deer mein thak ke laute jaaygi
raat ye bahar ki phir kabhi na aaygi
door ek pal or hai ye samaan
sun jaa dil ki daastaa
lehron ke honto pe lehron ke honto pe
dheema dheema raag hai
lehron ke honto pe bheegi hawaon mein
thandi thandi aag hai
iss hassen aag me tu bhi jal ke dhekh le
zindagi ke geeton ki dhun badal ke dekh le
khul ne de ab dhadkno ki zuba
sun jaa dil ki daastaa
jaati bahare hain
jaati bahare hain utte jawania
jaati bahare hai
taaron ki chaon me kehle kahania
ek baar chal diye agar tujhe pukaar ke
laut kr na aaenge kafile bahar ke
ek baar chal diye agar tujhe pukaar ke
laut kr na aaenge kafile bahar ke
aaja abhi zindagi hai jawan
sun jaa dil ki daastaa
ye raat ye chaandani phir kahaa
sun jaa dil ki daastaa
daastaa daastaa daastaa