Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Raat Bahut Rangin Sahi
|
Mohammed Rafi | Khayyam | ||||
Shagoon (1964) | Sahir Ludhianvi | ||||||
ye rat bahut rangin sahi
ye rat bahut rangin sahi
is rat mein gam ka zahar bhi hai
nagmo ki khanak mein dubi hui
fariyado puva ki lehar bhi hai
ye rat bahut rangin sahi
tum raksh karo main sher padhu
matalb to hai kuch khairat mile
is gaanv ke bachcho ke khatir
kuch sikko ki saugat mile
sikke to karodo dal gal kar
tassal se bahar aati hai
kin waaro mein kho jaate hai
kin pardo mein chhup jaate hai
ye julm nahi to fir kya hai
paise se to kaale dhande ho
ilam aur abab ki manjil ke
talim ki khatir chande ho
ab kam na chal sakane ka
raham aur khair aa kinaare se
is desh ke bachche anpadh hai
daulat ke galt batwaare se
badle ye nijaame jardaari badle ye nijaame jardaari
kah do ye shyasatb daro se ye masla hal hone ka nahi
kagaj par chhape aelaano se ye masala hal hone ka nahi
kagaj par chhape aelaano se ye raat bahut rangin sahi
is raat mein gam ka jahar hai ye raat bahut rangin sahi