Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Preet Aisi Paheli, Sadiyo Purani Nayi Naveli
|
Kavita Krishnamurthy, Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | ||||
Ek Nai Paheli (1984) | Anand Bakshi | Classical Songs | |||||
kisi na koi na puch sake kisi na koi na puch sake
sari kitabo me na koi is matlab dhund sake
ye prit aisi paheli paheli paheli ye prit aisi paheli
sadiyo purani nayi naveli
ye prit aisi paheli ye prit aisi paheli
darpan na tha vo dhul thi us dhul ki ye bhul thi
us bhul ko ab na aane do sach jhut ko pehchan lo
ulti bahi ganga ki dhar or aa gaya tufan lo
ulti bahi ganga ki dhar or aa gaya tufan lo
is baat se kya baat ho sab nar ye jaan lo
honi koi khel khele
ye prit aisi paheli ye prit aisi paheli
tune ise uljhaya hai tum hi ise suljhao ge suljhao ge
tumne mujhe thukraya hai tumhi mujhe apnaoge
acha kiya tum aa gaya tha intzar tum aao ge
dulhan nahi birhan hi sahi ek naam to de jao ge
dulhan nahi birhan hi sahi ek naam to de jao ge
benaam thi mai akeli
ye prit aisi paheli paheli ye prit aisi paheli
jitne bhi riste naate hai jitne bhi riste naate hai
uper se ban ke aate hai man andha hai behera hai
sir inhi maujo ka mela hai choda na jaye rasmo ko
toda na jaye kasamo ko kuch niyam hai jiwan ke
fir champa ki dali ke dekh legi chameli chameli chameli
ye prit aisi paheli ye prit aisi paheli