Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Powder Ye Surkhiya Gira Rahi Hai Bijliya
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Ravi | ||||
Pehli Raat (1959) | Majrooh Sultanpuri | ||||||
ye powder ye surkiya gira rahi hai bijliya
ye bambai ki naar aur vilayti singar
are duhai hai bahut najar na fekiye
jara shakl to dekhiye
na roop hai na rang hai
hai goriya ke sang haye duhai hai
bhul kahi ghar ka pata ulfat me jao na
prem nagar dil ki gali ek din bhi aao na
galiyo ke romeo tu aise na machal
ye powder ye surkiya gira rahi hai bijliya
ye bambai ki naar aur vilayti singar
are duhai hai
gore gore gaal wali sadke iss chal ke
tum to yehi girne lage dekho sambhal ke
baat jara chikni thi dil gaya fisal
bahut najar na fekiye jara shakl to dekhiye
na roop hai na rang hai
hai goriya ke sang are duhai hai