Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Nazrana Mohabbat Ka
|
Kishore Kumar, Kamal Barot | Bipin Datta | ||||
Baghi Shahzada (1964) | Noor Devasi | ||||||
ye nazrana mohabbat ka kya
ye sehare ki mahak yaro
are isi khushbu pe apni apni
pyare zindagi waro ho ho
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
mubarak ho mubarak ho
tumhe ye pyar ka sehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
mubarak ho mubarak ho
tumhe ye pyar ka shehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
hasrate josh me hai
bahare hosh me hai
muskurate hi raho muskurate hi raho
in nazaro ki tarha chand taro ki tarha
jagmagate hi raho jagmagate hi raho
mile rahat dil ki chahat
hai ji dildar ka chehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
mubarak ho mubarak ho
tumhe ye pyar ka shehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
phulo ki chhav tale husn ki sama jale
phulo ki chhav tale husn ki sama jale
ju ju ye rat dhale zindagi phule phale
ju ju ye rat dhale zindagi phule phale
kayamat hai kayamat hai
mere sarkar ka sehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
mubarak ho mubarak ho
tumhe ye pyar ka shehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
doli khushiyo se saje
yuhi shahnai baje
ye hai arman mera
ye hai arman mera
mahako tum gul ki tarha
chahko bulbul ki tarha
ye hai arman mera
ye hai arman mera
koi dekhe koi dekhe
sajni haar ka chehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
mubarak ho mubarak ho
tumhe ye pyar ka shehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
mubarak ho mubarak ho
tumhe ye pyar ka shehara
dil se dil jodke dekho
bandishe todke dekho
aakhir rang kuch aur hai taqdeer ka
faisla hoga abhi taqdeer ka
khakh me mil jayegi sari khushi
bhasam hogi aaj teri zindagi
teri zindagi teri zindagi