Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Nayan Kyun Sharma Gaye
|
Shamshad Begum, Mohammed Rafi | Hanuman Prasad | ||||
Rasili (1946) | Gafil Harnalvi | ||||||
ye nain kyu sharma gaye
kuch to kaho kuch to suno
ye bhole bhale bache bejuba bejuba
sajan tumhe kaise kahe
kaise kahe kaise kahe
is bat se kyu jhuk gaye
kuch kahte kahate ruk gaye
kuch to kaho kuch to suno
anjan hai samjhaye kya man ki lagi dikhlaye kya
ye dukh haya kaise kahe bin kahe kaise rahe
bolo ji bolo kuch kaho kuch kaho
kah do hame na chup raho kahdo hame na chup raho
ye bate sharmaye mujhe ye bate sharmaye mujhe
laaz aaye mujhe laaz aaye mujhe
aap hi soche jara hum bejuba kaise kahenge
jo man ka mitha dard hai
jo man ka mitha dard hai
na tum chhupao na hum chhupaye