Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Kaun Aaya Re
|
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar | Khemchand Prakash | Dev Anand, Kamini Kaushal | |||
Ziddi (1948) | Nakshab Jarchvi | Romantic Songs | |||||
ye kaun aaya ye kaun aaya
ye kaun aaya re
karke ye solha singarye kaun aaya
ye kaun aaya re
karke ye solha singar ho ye kaun aya
ankho me rangin bahare liye
hotho me amrit ki dhare liye
ankho me rangin bahare liye
hotho me amrit ki dhare liye
lut liya lut liya ye kisne
dil ka karar mere dil ka karar
tan man me chaya hai pyar
tan man me chaya hai pyar
kaun aya ho more raja ho more raja
aisa na ho tera pyar aisa na ho tera pyar
sone ki ganga me behte ho tum
sitare ki duniya me rehte ho tum
sone ki ganga me behte ho tum
sitare ki duniya me rehte ho tum
vaha kaise pehuchegi raja meri pukar raja meri pukar
mai in unche mahlo ko thukraunga
jaha bhi pukaro chala aunga
mai in unche mahlo ko thukraunga
jaha bhi pukaro chala aunga
tum dil ke daulat ho mere sukh ki bahar
mere sukh ki bahar
na rah jaye mala piroti kahi
na lut jaye aasha ke moti kahi
na rah jaye mala piroti kahi
na lut jaye aasha ke moti kahi
na tute kahi
na tute kahi mere man ki bina ke tar
meri bina ke tar ho
jo ruthegi duniya mana lunga mai
jo girne lagogi sambhalunga mai
jo ruthegi duniya mana lunga mai
jo girne lagogi sambhalunga mai
mange na ham jamane se haar re jamane se haar
mange na ham jamane se haar re jamane se haar ho