Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Kaisa Gham Sajna
|
Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal | Sharmila Tagore | |||
Pyasi Shaam (1969) | Majrooh Sultanpuri | Sad Songs | |||||
ye kaisa gam sajna pyasa din pyasi shaam
ye kaisa gam sajna pyasa din pyasi shaam
aa tere hotho se lag jau banke jaam
ye kaisa gam sajna
sheeshe me nasha hai mujhme tera pyar hai
rang usme mere chehre per teri bahar hai
sheeshe me nasha hai mujhme tera pyar hai
rang usme mere chehre per teri bahar hai
saiya shisha kya hai bahe meri thaam
ye kaisa gam sajna pyasa din pyasi shaam
aa tere hotho se lag jau banke jaam
ye kaisa gam sajna
haye mere hote ruh teri pyasi
poch du anchal ban ke aa mukhde ki udasi
haye mere hote ruh teri pyasi
poch du anchal ban ke aa mukhde ki udasi
saiya sukh me dukh me mujhko tujhse kaam
ye kaisa gam sajna pyasa din pyasi shaam
aa tere hotho se lag jau banke jaam
ye kaisa gam sajna
mai jalne na dungi tujhko ye gam le ke
paas tere aayi hu mai pyar ki sabnam leke
mai jalne na dungi tujhko ye gam le ke
paas tere aayi hu mai pyar ki sabnam leke
saiya rab ne bejha mujhko tere naam
ye kaisa gam sajna pyasa din pyasi shaam
aa tere hotho se lag jau banke jaam
ye kaisa gam sajna