Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Kahdo Tumhe Humse Kya Chahiye
|
Surender Kohli, Asha Bhosle | Hansraj Behl | ||||
Gul-e-bakavali (1963) | Naqsh Lyallpuri | ||||||
ye kahdo tumhe humse kya chahiye
hame dard-e dil ki dawa chahaiye
dawa chahiye ya saja chahiye hame aapka faisala chahaiye
ye kahdo tumhe humse kya chahiye
hame dard-e dil ki dawa chahaiye
na gul muskarayi na mahaki hawa na
gul muskarayi na mahaki hawa
machalne lagi sok rangin fiza
machalne lagi sok rangin fiza
ye kahti hai kya mujhe samjhaiye
kisi dil ki mehfil me aa jaiye
ye kahdo tumhe humse kya chahiye
hame dard-e dil ki dawa chahaiye
nigahe mili hosh jane lage nigahe mili hosh jane lage
kadam ab se dagmagane lage
kadam ab se dagmagane lage
bahakana bura hai sambhal jaiye na
bhar bhar ke aankho se chalkaiye
ye kahdo tumhe humse kya chahiye
hame darde dil ki dawa chahaiye
sararat bhari har najar ka bayan
sararat bhari har najar ka bayan
samjhte hai hum dhadkano ki juban
samjhte hai hum dhadkano ki juban
dadkate huye dil ko behlaiye
jara sokh najaro ko samjaiye
ye kahdo tumhe humse kya
chahiye hame darde dil ki dawa chahaiye
dawa chahiye ya saja chahiye
hame aapka faisala chahaiye