Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Kaafila Hai Pyar Ka
|
Mukesh Chand Mathur, Lata Mangeshkar | Krishna Dayal | ||||
Lekh (1949) | Qamar Jalalabadi | ||||||
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega
ji bhar ke hans le gaa le ye din phir na aayega
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega
ji bhar ke hans le gaa le ye din phir na aayega
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega
is kafile ke sath hansi bhi hai ashk bhi
is kafile ke sath hansi bhi hai ashk bhi
gaayega koi aur koi aansu bhi bahayega
is kafile ke sath hansi bhi hai ashk bhi
gaayega koi aur koi aansu bhi bahayega
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega
raahi gujar na jaye
raahi gujar na jaye mohabbat ke din kahi
aankhe taras rahi hai ab aankhe milayega
aankhe taras rahi hai ab aankhe milayega
raahi gujar na jaye mohabbat ke din kahi
aankhe taras rahi hai ab aankhe milayega
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega
is kafile me
is kafile me wasal bhi hai aur judai bhi
is kafile me wasal bhi hai aur judai bhi
tu jo bhi mang lega tere pass aayega
tu jo bhi mang lega tere pass aayega
is kafile me wasal bhi hai aur judai bhi
tu jo bhi mang lega
tu jo bhi mang lega tere pass aayega
ye kafila hai pyar ka chalta hi jayega