Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Jo Ghar Aangan Hai Aisa Aur Kaha Hai
|
Vinod Sehgal, Dilraj Kaur | Jagjit Singh | ||||
Billoo Badshah (1989) | Nida Fazli | Masti Bhare Geet | |||||
ye jo ghar angan hai aisa aur kaha hai
ye jo ghar angan hai aisa aur kaha hai
phulo jaise bhai bahan hai devi jaisi maa hai
ye jo ghar angan hai
maa ka aachal sabse pawan apne ghar ki chaya
maine payi sari dunia jabse maa ko paya
haste gate jiwan sabke khushiyo me lahraye
jitne kate ho raste me wo mujhko mil jaye
wo mujhko mil jaye billu bhaiya pyara pyara
billu bhaiya pyara pyara billu bhaiya jag se nyara
billu bhaiya jag se nyara tum ho bhaiya mai hu bahna
manungi mai har dam kahna
ye jo ghar angan hai aisa aur kaha hai
billu bhaiya sham hamare devi jaisi maa hai
billu bhaiya sham hamare devi jaisi maa hai
ye jo ghar angan hai
mil jul kar hum yuhi har pal dukh sukh bate apne
ek hi rashta ek hi manjil ek hi sabke sapne
ek janam kya janam janam tak sath rahe hum sare
ek duje ka pyar hamesha man me rahe hamare
man me rahe hamare ye jo ghar angan hai
billu bhaiya sham hamare billu bhaiya sham hamare
ye jo ghar angan hai