Lyrics of Ye Jati Paati Kaisi - ये जाती पाती कैसी
yeh geet pyar ke gaa mein kaha
gaau kaha gaau kaha
yeh swarg bhumi mein paaungi kaha
paau kaha paau kaha
yeh swarg bhumi mein paaungi kaha
paau kaha paau kaha
yeh geet pyar ke gaa mein kaha
gaau kaha gaau kaha
gaau kaha gaau kaha
gaau kaha gaau kaha
yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise
hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare

nicha koi hoga na uncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
nicha koi hoga na uncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
yeh jaati paati kaisi
yeh jhuthe bandhan kaise
hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare
main bhi na padha likha raha ab to padha

zagda koi hoga na danga koi hoga
aapas mein saare hindustan mein bhaichara hoga
zagda koi hoga na tanta koi hoga
aapas mein saare hindustan mein bhaichara hoga
yeh pyari dharti
yeh pyari dharti hai pyara desh
yeh shaan vishv ki
amma suno amma
amma suno amma ye janmbhumi
yeh shaan vishv ki
yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise
hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare
yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise
hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare
nicha koi hoga na uncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
nicha koi hoga na uncha koi hoga
gandhi ji se nehru ji se humne suna hai
yeh veer bhumi hai pyar se raho
hindu muslim sikh isaai sabhi to hai bhai

dwar khol dil ke, tu bandh na karna dwar dil ke
dwar khol dil ke, tu bandh na karna dwar dil ke
yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise
yeh jaati paati kaisi yeh jhuthe bandhan kaise
hum pyare pyare bhole bhale khilte phul saare
sab ka sangam hone do
ye ganga jamuna milne do
milne do milne do milne do milne do
phulo ko bhi khilne do man ka mandir khulne do
khulne do khulne do khulne do khulne do
sab ka sangam hone do
ye ganga jamuna milne do
phulo ko bhi khilne do man ka mandir khulne do
zulmo ko mit jaane do khushiyon ko bhi aane do
man ko man se milne do aazadi ko falne do

gunjhe yeh awaaz vishv mein
bharat mata ki jai ho
jeeo aur jeene do sabko
khun bahana chhod do