Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Hai Jivan Ki Rail Ye Hai Tufan Mail
|
Kishore Kumar | S Mohinder | Kishore Kumar, Madhubala | |||
Mehlon Ke Khwaab (1960) | Raja Mehdi Ali Khan | Masti Bhare Geet | |||||
ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail
ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail
chali aaho ka dua udhaye re
na to signal jhuke na kahi pe ruke
ye to sidhi jahanum ko jaye re jaye jaye jaye
isme baithe huye hai mote mote
mote mote hai dil ke hai ji khote
mote mote dil ke khote
grand hotal ke dauble rote bin pande ke laute
isme baithe huye hai mote mote
mote mote hai dil ke hai ji khote
hoke neki se out are dhat teri ki
ja rahe hai without are dhat teri ki
hoke neki se out ja rahe hai without
ho koi ho koi ho koi jaldi se cheking pe aaye re
ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail
chali aaho ka dua udhaye re
na to signal jhuke na kahi pe ruke
ye to sidhi jahanum ko jaye re jaye jaye jaye
chahe aahe bhare ya ghure inko hargis milegi na hure
nakhare wali phulo ki dhali nakhare wali phulo ki dhali
cheda jo inko to dengi gali are dengi tamache
are gin gin jute phat phata phat
chahe aahe bhare ya ghure inko hargis milegi na hure
aji ye hai frod bilkul frod inse puchega god god
aji ye hai frod inse puchega god
ho itna ho itna ho itna papo ka bojha kyu laye re
ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail
chali aaho ka dua udhaye
na to signal jhuke na kahi pe ruke
ye to sidhi jahanum ko jaye re jaye jaye jaye
hai sama bhi hasi hamsafar bhi
aur chanchal hai inki najar bhi
hai sama bhi hasi hamsafar bhi
aur chanchal hai inki najar bhi
le ke arman hajar haye haye
dil me jaga hai pyar pyar deyi pyar deyi
dil me jaga ho aar aar aarzoo ne sapne jagaye re
ye hai jivan ki rail ye hai toofan mail
chali aaho ka dua udhaye
na to signal jhuke na kahi pe ruke
ye to sidhi jahanum ko jaye re