Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Hai Husn Bhi Hai Ek Maikhana
|
Asha Bhosle | Sonik Omi | Jeetendra | |||
Sazaa (1972) | Verma Malik | ||||||
o am sorry asli nasha hai koi to vo hai sabab ka
badnam hua naam bechari sharab ka
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye hai gardan meri ek surahi
aankh meri hai paimana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
nasha julafo me hotho pe rangat
masti hai palko me ya ya ya aa aa
nasha julafo me hotho pe rangat
masti hai palko me is sarur ki mehfil hu
jannat meri jalwo me
angdai me sath chhupa hai
tum bhi ghume nahi jana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
gardan meri ek surahi aankh meri hai paimana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
aanchal apna lehra du to ho jaaye shama gulaabi
aanchal apna lehra du to ho jaaye shama gulaabi
jisse bhi nigaahe milau ho jaaye wo hi sharabi
chalta firta mai fana hu agar koi mera diwana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye hai gardan meri ek surahi
aankh meri hai paimana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai husn bhi hai ek maikhana
ye ye ye hai