Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Gotedar Lahenga
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Naushad | Rajesh Khanna, Reena Roy | |||
Dharam Kanta (1982) | Majrooh Sultanpuri | Dance Songs | |||||
ye gotedar lahanga niklu jab dal ke
ye gotedar lahanga niklu jab dal ke
ye gotedar lahanga niklu jab dal ke
chhuriya chal jaye
chhuriya chal jaye meri matwali chal pe
chhuriya chal jaye meri matwali chal pe
jalwe phir dekh gori meri bhi chal ke
jalwe phir dekh gori meri bhi chal ke
chunri bandh jaye
chunri bandh jaye teri mere rumal se
chunri bandh jaye teri mere rumal se
ek to bapu shishe jaisi chikni mer ijawani
duji umar mastani
ek to bapu shishe jaisi chikni mer ijawani
duji umar mastani
ho mere badan par aise fisle teri najar diwani
jaise dhalkata pani pani
ankhiya mila na hamse chaliya sambhal ke
ankhiya mila na hamse chaliya sambhal ke
chhuriya chal jaye
chhuriya chal jaye meri matwali chal pe
chunri bandh jaye teri mere rumal se
aaj hamari ek najar ne kya afat kar dali
dekh jara matwali
aaj hamari ek najar ne kya afat kar dali
dekh jara matwali
kaha kaha se maski teri kurti resam wali
jhalke badan ki lali lali
tu bhi kamal ki hai hum bhi hai kamal ke
tu bhi kamal ki hai hum bhi hai kamal ke
chunri bandh jaye
chunri bandh jaye teri mere rumal se
chhuriya chal jaye meri matwali chal pe
man ke chor nahi chlane du aaj tumhari chori
mai albeli chhori
man ke chor nahi chlane du aaj tumhari chori
mai albeli chhori
mai to uda lu kajal kya hai khuli ho gori
dono ankhiya tori
ja ja aiso ko rakhti hu ma ighise me dal ke
aiso ko rakhti hu mai ghise me dal ke
chhuriya chal jaye
chhuriya chal jaye meri matwali chal pe
chunri bandh jaye teri mere rumal se