Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Faasle Ye Dooriyaan Kaisi Hai Ye Majburiya
|
Lata Mangeshkar | R D Burman | Rekha | |||
Zameen Aasman (1984) | Anjaan | Sad Songs | |||||
ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya milke bhi kyu aakhir yaha
jami aasma nahi milte ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya
milke bhi kyu aakhir yaha jami aasma nahi milte
jane kya hai ye bebasi bas naa kisi ka chale
sadiyon se badle nahi kudart ke faisale
kyon hai juda dono jahan milke bhi kyun aakhir yahan
jami aasma nahi milte ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya
milke bhi kyu aakhir yaha jami aasma nahi milte
aachal me phul kya khile hotho ki hasi khil gayi
kaise ho gaye nate juda shama hi jalti rahe
tanha rahe kyu ye jism ja milke bhi kyu aakhir yaha
jami aasma nahi milte ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya
milke bhi kyu aakhir yaha jami aasma nahi milte
aaho meinagar ho asar mumkin hai fir kya nahi
hi chumme jami ke kadam ye aasma bhi kahi
ek din mile dono jahan kaise kahen koi yahan
jami aasma nahi milte ye fasle ye duriya kaisi hai ye majburiya
milke bhi kyu aakhir yaha jami aasma nahi milte