Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Duniya Unke Liye Hai Har Ek Rang Me
|
Mohammed Aziz, Mohammed Rafi | |||||
Anjaam Khuda Jane (1989) | Shakir Kotwi | ||||||
ye duniya unke liye hai harek rang me jo jite hai
ye duniya unke liye hai harek rang me jo jite hai
ye duniya char din ki yaro zindagi hai pyaro
kyo na khushi se guzarte
nfarat se bhala kya hoga
hey char din ki yaro zindagi hai pyaro
kyo na khushi se guzarte
nfarat se bhala kya hoga
aapas me miljul ke dukh sukh
bante hi chalna hai hume
ye duniya unke liye hai
harek rang me jo jite hai ye duniya
ye kadam kahi ruke na sar kahi jhuke na
dil wale is shan se zinda rahte hai is jahan me arey
ye kadam kahi ruke na sar kahi jhuke na
dil wale is shan se zinda rahte hai
is jahan me duniya me hai mard wahi
jiski thokar me zamana hai
ye duniya unke liye hai
harek rang me jo jite hai ye duniya
yaar hum hai jani pathar ko kar de pani
aag se khelte hai hum darte hum nahi mot se bhi
hey yaar hum hai jani pathar ko kar de pani
aag se khelte hai hum, darte hum nahi mot se bhi
jo bhi hona hai uska anzam khuda jane
arey jo bhi hona hai uska anzam khuda jane
ye duniya unke liye hai
har ek rang me jo jite hai