Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Dharti Hai Balidan Ki
|
Sudha Malhotra, Asha Bhosle | Anil Biswas | ||||
Chaand (1956) | Prem Dhawan | ||||||
aao bachho tumhe dikhaye jhaki hindustan ki
is mitti se tilaka karo ye dharti hai balidan ki
vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram
aao bachho tumhe dikhaye jhaki hindustan ki
is mitti se tilaka karo ye dharti hai balidan ki
vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram
ye hai apna rajputana naaj ise talwaro pe
jisne sara jiwan kata barchhi tir kataro pe
ye partap ka watan pala hai aajadi ke naaro pe
kud padi thi yaha hajaro padminiya angaro pe
bol rahi hai kan kan se kurbani rajasthan ki
is mitti se tilak karo ye dharti hai balidan ki
vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram
dekho mulk maratho ka ye yaha siwaji dola tha
mugalo ki takat ko jisane talwaro pe taula tha
har parwat pe aag jali thi har ek pathar shola tha
boli har har mahadev ka baccha baccha bola tha
wir shiwaji ne rakhi thi laaj humari shan ki
is mitti se tilak karo ye dharti hai balidan ki
vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram
jaliya wala baag ye dekho yahi chali thi goliya
ye mat puchho kisane kheli thi yaha khun ki holiya
ek taraf banduke dan dan ek taraf thi toliya
marne wale bol rahe the inkalab ki boliya
yaha laga di bahno ne bhi baji apni jaan ki
is mitti se tilak karo ye dharti hai balidan ki
vande mataram vande mataram vande mataram vande mataram
vande mataram vande mataram