Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Desh Hai Banke Veero Ka
|
Mahendra Kapoor | Prem Dhawan | ||||
Veer Amarsingh Rathore (1970) | Prem Dhawan | ||||||
ye desh hai banke veero ka ye dharti hai balwano ki
chum lo is mitti ko isme raakh mili parwano ki
ye desh hai banke veero ka ye dharti hai balwano ki
chum lo is mitti ko isme raakh mili parwano ki
raakh mili parwano ki
ye desh hai banke veero ka ye dharti hai balwano ki
chum lo is mitti ko isme raakh mili parwano ki
raakh mili parwano ki
yaha huye partap se yaudda yahi arjun jaise veer
khali naa gaya nikal kabhi jinke dhanush se teer
yahi hua shahid bhagat singh tan pahan basnti chola
chadha fasi ke takhte pe jaise ghodi chadhta dulha
yahi hua tha mard maratha yahi par jhasi ki rani
yahi lada tatya tope di thi tune kurbani
jaan gayi par gayi na albele mastano ki albele mastano ki
ye desh hai banke veero ka ye dharti hai balwano ki
chum lo is mitti ko isme raakh mili parwano ki
raakh mili parwano ki
waise to veero se bhara hai sara hindustan
lekin rajsthan ki dekhi ajab hi baki shan
ye hai registan magar phul yaha bhi khilte
yaha ret ke jarre jarre mein hai moti milte
kis kis ka naam kahu yaha veer bahut hai aur
jiski katha sunaye wo hai amar singh rathor
amar singh rathor amar singh rathor amar singh rathor