Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Cycle Ka Chakkar Kabhi Aage Kabhi Pichhe
|
Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Madan Mohan | ||||
Akeli mat jaiyo (1963) | Majrooh Sultanpuri | Masti Bhare Geet | |||||
ye cycle ka chakkar kabhi aage kabhi pichhe

kabhi pichhe kabhi aage kabhi aage kabhi pichhe

chakkar na chalao bolo ji kaha the kal se be kal the
fir kyo nahi aaye royi mai kaleja mal ke
arey jara hal ke hole na samjh mujhko
sab dekh mai aakhiya miche
kabhi pichhe kabhi aage kabhi aage kabhi pichhe
ye cycle ka chakkar kabhi aage kabhi pichhe
kuch samjhe sanam hum kyu milte hai chhip chhip har
kyu dilbar aashik hai tere lekin fir bhi hai tere naukar
kahte hai jokar ek bar idhar ko dete hai dil
ek bar udhar ko khiche
kabhi pichhe kabhi aage kabhi aage kabhi pichhe
ye cycle ka chakkar kabhi aage kabhi pichhe
yaha pyar vaha sab milte hai hhub se o kis dhub se
chhoto se bade milte hai jale matlab aji kab se
humne to dilbar dekha is nil gagan ke niche