Snap | Mukhada | Artist / Movie | Music By / Lyricist | Picturized on / Genre | |||
---|---|---|---|---|---|---|---|
|
Ye Bura Kiya Jo Saaf Saaf Kah Diya
|
Mukesh Chand Mathur, Rajkumari | Snehal Bhatkar | Geeta Bali | |||
Suhag Raat (1948) | Kedar Sharma | Romantic Songs | |||||
ye bura kiya jo saaf saaf keh diya ke mere sanware piya
tose door rah ke chain paye na jiya ke maine ye bura kiya
jo saaf saaf keh diya ke mere sanware piya
tose door rah ke chain paye na jiya
mitthi batiyo se barmaye gaye ham
uljhan me uljhaye gaye ham mitthi
batiyo se barmaye gaye ham
uljhan me uljhaye gaye ham bhul jo tumahari
bhala maine kya kiya maine kya kiya bhul jo tumahari
bhala maine kya kiya maine kya kiya ke maine ye bura kiya
jo saaf saaf keh diya ke mere sanware piya
tose door rah ke chain paye na jiya ke maine
ham jiye mare bhala ji tumko kya padi
dekhte hai nainava se lagi hai jadi ham jiye mare bhala ji
tumko kya padi dekhte hai nainava se lagi hai jadi
faltu pani ye bah gaya toi kya hua
faltu pani ye bah gaya toi kya hua
ke maine ye bura kiya jo saaf saaf keh diya
ke mere sanware piya tose door
rah ke chain paye na jiya ke maine
tumhari puri tarah se tumpe jaan mare hai rain bhi bas haye
haye tumhe yaad kare hai tumhari
puri tarah se tumpe jaan mare hai
rain bhi bas haye haye tumhe yaad kare hai
shukar hai ke kuch to tumhe kaam mil gaya
shukar hai ke kuch to tumhe kaam mil gaya
ke maine ye bura kiya jo saaf saaf
keh diya ke mere sanware piya
tose door rah ke chain paye na jiya